Sara jahan hai jiski sharan me
Sara jahan hai jiski sharan me,
naman hai us mata k charno me,
bane hum us mata k charno ki dhool,
aao milkar chadhayein us maa ko
shraddha ke phool..
happy navratri
Submitted By: Swapneel on 22 -Apr-2010 | View: 1879
Characters: 172
|