Darya wafaon ka kabhi rukta nahi
  
		Darya wafaon ka kabhi rukta nahi, 
mohabbat mai insaan kabhi jhukta nahi.. 
hum chup hain kisi ki khusi ki liye 
aur wo sochte hain ki dil hamara dukhta nahi.				
  
		Submitted By: Deepak on 06 -May-2011 | View: 1837
				
						 Characters:  158				 
		 |