Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata
Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,
har naam ko sar-e-aam pukaara nahi
jaata,
hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,
yunhi to is khel mein haara nahi jaata...
Submitted By: Anil on 22 -Apr-2010 | View: 1063
Characters: 167
|